Letra de Taranay - Maanu

¿Cuándo salió "Taranay" de Maanu?
14 de Febrero del año 2025

Taranay Lyrics

Aaye jo tum yoon

Meri dharkanon pe chaaye ho yoon, kyun?

Tanhayion may tha mein tarap raha

Par laaye khushiyan tum

Dil se karnay aaye jo tum guftugu

Woh tann may barsaaye ajab si justuju

Jo barhti jaaye jaise ho koi aarzu

Jo keh naa paaye dil may jo bhi hai basa hua


Mere sapnon may hain bus mein aur tum

Pyaare jungalon may liptay huay hum

Kitni sadiyon se hain hum bas chukay wahan

Jahan hain samandar, wahan pe hain hum

Paharon ke uper, aasman may taaron pe beth kar

Hain hum gaa rahay taranay apne pyaar ki aatish ke

Ho, ho, ho


Kaise mein kahun

Woh jo mein bhi khud samajhta nahi hoon?

Paas jo aao tum lagta hai jaise

Mushkilein hain door

Meethi-meethi aarzu barhi hai dil may

Kuch yoon jaise ho samaa may

Ek aandhi ka aaghaaz aur

Baarishon ki boondein

Laa rahi hon pyaar ki yeh thandi hawa


Mere sapnon may hain bus mein aur tum

Pyaare jungalon may liptay huay hum

Kitni sadiyon se hain hum bas chukay wahan

Jahan hain samandar, wahan pe hain hum

Paharon ke uper, aasman may taaron pe beth kar

Hain hum gaa rahay taranay apne pyaar ki aatish ke

Ho, ho, ho, ho



Calificar Canción

VOTOS


INFORMACIÓN DEL SENCILLO:

"Taranay" es una canción interpretada por Maanu. 

Fecha de lanzamiento: 14 de Febrero del año 2025. 

Top 5 canciones de Maanu

Estas son algunas de las canciones más escuchadas de Maanu. Si te gustó "Taranay", también puedes leer sus letras, conocer sus colaboraciones y explorar su discografía completa en LETRASBOOM.COM.

4U Maanu

Andekhi, Raahon te mei chalda si, Labda si khushbu teri (o teri), Baahon ch mei vassna si, Rab kolon mangaya jo, Milla kaddi na, Mei phirda si kalla, Tera zikr hi karaan, Te meray uthay ainj jayi fikaraan na paa, Mei ni kitti bayimaani menu maghron na la ve, Yaad teri aandi ay, mei ki karaan?, Har v…

cm feat. MALIK. (PAK)

Karo, Record ho raha hai na?, Channa mereya, Channa, channa, Aa-aa-aa, Kivein tennu naa samjhaan, Ve tu meri mashooq hai, Mera sukoon hai, Pyaar keeta, ghalti nai keeti, Dass mera ki kasoor ve?, Saamnay jab aati nikal jaati meri phook ay, hmm, She got me feeling useless, Tere pyaar may masroof mein,…

Taranay

Aaye jo tum yoon, Meri dharkanon pe chaaye ho yoon, kyun?, Tanhayion may tha mein tarap raha, Par laaye khushiyan tum, Dil se karnay aaye jo tum guftugu, Woh tann may barsaaye ajab si justuju, Jo barhti jaaye jaise ho koi aarzu, Jo keh naa paaye dil may jo bhi hai basa hua, Mere sapnon may hain bus …

Lee la letra completa de Taranay interpretada por Maanu. Descubre el video musical, la información del sencillo y explora más letras, álbumes y colaboraciones del artista en LETRASBOOM.COM.